Lamho mein shaam dhal jayegi
Lamho mein raat guzar jayegi
Har Lamha hum tumhe yaad karenge aur
Yaadgaar lamho mein tumhe hamari yaad aayegi
Join for More
SMS MOJO bring you top sms messages for your cell phones and smart devices.
Lamho mein shaam dhal jayegi
Lamho mein raat guzar jayegi
Har Lamha hum tumhe yaad karenge aur
Yaadgaar lamho mein tumhe hamari yaad aayegi
Maa durga humein sarvshreshtha banne ka
Saahas-ichha-dhairya pradan kare.
Unki aseem kripa hum par bani rahe!
Apko aur apke parivar ko
Navratri ki shubhkamnaye…..
Sara Jahan He Jiski Sharan Me.
Naman Hai Us Mata Ke Charan Me.
Bane Us Mata Ke Charno Ki Dhul.
Aawo Milker Chadhaye Shraddha K Phool..
NAVRATRI KI SHUBH KAMNAYE..
When we need Somebody
we have Nobody……….
When we need Nobody
we have somebody……..
Bitter but very true….
The Best One Till Now..
A relationship works best:
when both person believes they have got better than they deserve…
Small but very effective deadly fact-
When a teacher says get out of
class it simply means.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
U HAVE WON THE ARGUMENT.
Pyar Dariya hai Jiska Sahil Nhi hota
Har Dil Mohbat k Qabil Nhi hota
Rota wo bhi h Jo Duba h Pyar Me
Aur Rota wo B h Jise Pyar hasil Nhi hota
girl:jannu is week roz movie dhekhenge
next week roz shopping karenge
boy:uske next week mandir jayenge
girl:wo kyu?
boy: bheekh mangne..
Bekar Ki ZINDAGI Hum Jia Ni Krte
EXPIRE Hone Wali DOSTI Hm Kiya Ni Krte
Mere SMS apko LIFETIME milte Rhege
QKI, REPLY Ki Chinta Hum Kiya Nai Krte
Ishq Mohabbat To Hazaro Krte H
Gum Aur Judai Se Sabhi Darte H
Hum To Na Ishq Krte Hai, Na Mohabbat
Bas Dosto Ki Ek MUSKAAN K Liye Roz SMS Krte H
Palkon pe chaand sitarey sajaney ki aarzu,
Iss ko hajoom-e-gham mein bhulaney ki aarzu,
Phir ishq ke hisaar* mein le aayi hai humain,
Dasht-e-wafaa main khaak urraney ki aarzu,
Phir us ke hadh-o-haal kisi paikar main dhaalna,
Phir us ko sheher-e-dil main basaaney ki aarzu,
Jis ke liye main sarey zamaney se katt gayi,
Uss aik shakhss ko hai zamaney ki aarzu,
Shab bhar na jaane kis liye roshan rahi Qamar,
Kattiya main ik chiraagh jalaney ki aarzu..
(hisaar;surround)
Qamar Araa
Mere Dil ka dard Kisne dekha hain.
Hamen to tarapta sirf “RAB” ne hi dekha
hain.
Ham tanhai me baith kar rotay hain.
Logon ne to bs hamen Aksar hasnstey dekha
hai…
“GOOD NIGHT”
, ! /,
_- O -_
,_,.+"”-._,.+"”-._ ,+
Good
Morning
Feel the freshness
&
gentle touch of morning sunrise.
Have a wonderful day..
Raaston Mein Rahay Na Ghar Mein Rahay
Umer Bhar Haalat-e-Safar Mein Rahay
Lafz Saaray Charaagh Ban Jayein
Vasf Aisa Mere Hunar Mein Rahay
Zeher Saara Shajar Mein Aa Jaye
Ay Khuda Zindagi Samar Mein Rahay
Is Lye Gardishon Ko Paala Hai
Koi Tou Halqa-e-Asar Mein Rahay
Ek Zamaana Gharon Mein Tha Aabaad
Be-Ghar Ham Teri Nazron Mein Rahay
Palkon pe chaand sitarey sajaney ki aarzu,
Iss ko hajoom-e-gham mein bhulaney ki aarzu,
Phir ishq ke hisaar* mein le aayi hai humain,
Dasht-e-wafaa main khaak urraney ki aarzu,
Phir us ke hadh-o-haal kisi paikar main dhaalna,
Phir us ko sheher-e-dil main basaaney ki aarzu,
Jis ke liye main sarey zamaney se katt gayi,
Uss aik shakhss ko hai zamaney ki aarzu,
Shab bhar na jaane kis liye roshan rahi Qamar,
Kattiya main ik chiraagh jalaney ki aarzu..
(hisaar;surround)
Qamar Araa
Woh jo bachpan main hi lagta hai koi jadugar,
Kya sitam dhaaye ga jab us pe jawaani ho gi..
Hum tujh se alag reh ke bhi rehte hain tere paas,
Hote hain teri bazzm main hotey hian jahaan bhi..
Ho na ho yeh koi sach bolney wala hai Qateel,
Jis ke hathon mein qalam, paon mein zanjeerein hain..
Hoti hain mohabat mein keyi raaz ki baatain,
Wese hi to iss khail main haara nahin jaata..
Woh shakhs jis ko samajhney mein mujh ko umar lagi,
Bicharr ke mujh se kissi kaa ho na saka hoga..
Woh mazaa diya tarrap ne ke yeh arzoo hai ya rab,
Mere dono pehluu main dil-e-beqaraar hotaa..
Chandni raat main aur bhi shiddat se ayegi uski yaad,
Behtar hai Faraz so jana tum shaam se pehley…
Meri deewangi ki koi hadd nahin
teri soorat ke siva kuch yaad nahin
mein hu phool tere gulshan ka
tere siva mujh pe kisi ka haq nahin…
Muhje to lot ana tha mgar awaz to dety..
Na itni door jana tha mgar awaz to dety..
Tmy shayad khabar na thi mujhe tum jan se pyary ho..
Agrchay aazmana tha mgar awaz to dety..
Tmhara dil behlta tha meri bekar baton se.
Ye qissa to purana tha mgar awaz to dety..
Gilay shikway hazaron the mgar dil men “muhabbat” thi
“Muhabbat”ko bachana tha mgar awaz to dety….
Fly free and happy beyond birthdays
And across forever,
And we?ll meet now
And then when we wish,
in the midst of the one celebration
that never can end.?
Gul ko Ghulshan Mubarak..
Shair ko Shahiry Mubarak..
Chand ko Chandni Mubarak..
Ashiq ko uski Mehbooba Mubarak?
Hamari taraf se aap ko ? Naya Janam Din Mubarak
Dear Niece
Surely there is no other niece
who is adored as much as you
So this message brings with it
so much love
It'll last a lifetime through
Happy Birthday
Sweet…
That's what my world
has become with you!
On this special day..
sending you all my love
to wish you happiness
today and always…
HAPPY BIRTHDAY!
Maine kaha m0hbt me kuch ß kr skta hun faraz
Usne kaha 1 anday k 2 Omlet t0 bna kr dikha0,
(,")/' hut ja yar /) / zubaida apa
_//_ k pas jana hai.
"Ghr me machar ziada hojaen to gaye(cow)
ka khusk gober beech kmry me rkh k jlaen.
Machar ye kehty huy bhag jaengy,
Zubaida apa ye tmhara he kameena pan hoga:-D
Agar mobile ki battery low ho
OR
Ap ne zarori call karni ho to pahle
mobile charge kar lo Yaar aab zubaida
apa engineer thori ha jo is chez ka b
totka batayen.
Pathan in Lift..
Girl= mehnga perfume laga k lift me
ayi, or Pathan ko akad k boli
Cobra perfume, Rs.6000..:)
2nd girl ayi=Jasmeen
perfume”Rs.7000 …:)
achanak lift ruk gayi or khuch smell
aayi
dono ladkiyon ne apna naak pakda
or Pathan ko dekhne
Lagi…
Pathan with smile:-
“Muli “14 Rupey Kilo……:)
Ehsaas Badal Jaate Hai Bus Aur Kuch
Nahi..
.
Warna
.
Mohabbat Aur Nafrat Ek Hi Dil Se
Hoti Hai…
Woh shakhs jis ko samajhney mein mujh ko umar lagi,
Bicharr ke mujh se kissi kaa ho na saka hoga..
Mujh Ko Begaana Kar Gaye Mere Din
Mujh Se Ho Kar Guzar Gaye Mere Din
Ab Na Koi Din Mere Ghar Jaye Ga
Jaanay Kis Ke Ghar Gaye Mere Din
Ab Nahi Hain Mere Koi Din Raat
Ke Mujh Hee Ko Basar Gaye Mere Din
Saari Raatain Gayin Meri Be-Haal
Mere Din ! Be-Asar Gaye Mere Din
Khosha Ab Intezaar Hai Na Umeed
Yaar Yaaran ! Sudhar Gaye Ab Din
Ab Mein Bas Reh Gaya Hun Raaton Mein
Mar Gaye "Jhon" ! Mar Gaye Mere Din
Woh aik akss ke pal bhar nazar main thehra tha,
Tamaam umar ka silsilaa hai ab mere liye..
Agar Zubaan Na Kat'ti To Shaher Mein "MOHSIN"
Main Pattharon Ko Bhi Ek Roz Hamnawa Karta…!
Kaha us ne mohabbat mein yeh gham kyon sath miltey hain,
Kaha mene yeh kantey phool bhi to sath paltey hain,
Kaha us ne ke lamhey pyar ke kyon kam se hotey hain,
Kaha mene ke khushbu kab hamesha sath deti hai,
Kaha us ne ghamon se kyon is qadar pyar karte ho,
Kaha mene yehi to hain jo apna sath dete hain,
Kaha us ne bichar jayen agar hum to acha hai,
Kaha mene tum apni bheegti palkain zara dekho,
Kaha us ne ke kitna chahtey ho tum mujhe Arshad,
Kaha mene samandar ki kabhi gehraayi dekhi hai..
Woh ke khushuu ki tarah phaila tha mere chaar’suu,
Main usey mehsoos kar sakta tha, chuu sakta na tha..
Bohat koshish ki magar faasila mitaa na saka,
Main lamha bhar ke liye bhi us ko apnaa na saka,
Yun to zindagi ke safar mein keyi humsafar miley humko,
Lekin us ki tarah dil mein koi ghar banaa na saka,
Lagtaa tha dar mujhe tanhaai se bohat,
Shayed issi liye doston ko azmaa na saka,
Is se barh kar aur kya ho, meri mohabbat ka saboot,
Jis ne ghar jalaya mera, uss ke khat tak jalaa na saka,
Barson mene ki thi jis ke qurb ki khawhish Waqas,
Aj woh mera muntazir tha, magar mein qadam barhaa na saka..
Woh humain jab tak nazar aata raha taktey rahe,
Geeli aankhon, ukhrrey lafzon se duaa dete huye..
Bhool janey ka to bas ik bahana hoga,
Ke har taur usey yaad to aana hoga,
Koi mausam ho, mehekta rahe, shadaab rahe,
Apni aankhon ko kanwal aesa banana hoga,
Band muthi se jo urr jati hai qismat ki pari,
Iss hatheli main koi chaid* purana hoga,
Aabley* paaon ke mehkain to magar dard na dain,
Dasht mein raat ke daron ko yeh batana hoga,
Zaawiye* us ki nigahon ke barey qaatil hain,
Samne us ke bohat soch ke jana hoga,
Ghaoo* kitna bhi puraana ho, beher’haal usey,
Kachey mausam ki shararat se bachana hoga,
Hath likhne pe mussar, khauf zamaney ka Batool,
Pairr* pe naam koi likh ke mitaana hoga..
(chaid;hole, aabley;skin burn, zaawiye;angles, ghaao;injury, pairr;tree)
Yaad rakhne k liye koi cheez chahiye,
Aap nahi to apki tasvir chaciye ,
Par apki tasver hamare dil behla na sakegi kyunki vo,
Tumhari tahra muskara na sakegi…
Kitna ikhtiyar tha use apni chahat par,
Jab chaha yaad kiya,jab chaha bhula diya…..
Bahut achche se janta hai wo mujhe behlane k tareeke,
Jab chaha hasa diya,jab chaha rula diya….!
Woh bachpaney ki neend ki to ab khawb ho gayi,
Kya umar thi ke raat huyi aur so gaye..
Rukhsar Pe Pasina,
Taiz Dharkanen, Halka Sa Ehsas-e-Haya,,
Us Pe Kia Kuch Beet Gya ik mery Haath Pkarny Se,
19 Kism k Insaan hoty hain:
1-2-3-4-5-6-7-8-9-10-11-12-13-14-15-16-17-18-19-
is me se koi aik No select karo Dekhte hen k Ap kis kism k insan ho
RPLY MUST,
1-Bewakoof
2-Zidi
3-Pagal
4-Mokhlis Dil
5-Sacha pyar krny wala
6-Khoobsurat
7-Shakki Tabiyat
8-Maghror
9-Fozol.
10-Khoobsurt Aankhon Wala/wali
11-Samajhdar
12-NA Laiq
13-hoshiyar
14-dil jeetne wala
15-kanjus
16-Kaamchor
17-Bad Shakal
18-Naik Dil
19-Bewafa,
Duniya mai phir milen gen agr aankhen khulin tu
“” =”"dost”" =”"
Ye raat agr aakhri hai tu Alvida hamesha k liye…!!
Good Night. .
Allah Hafiz . . . . ?
Kaho to lot jate hain!
Abi to bat lamhon tak hy sadiyon tak nahi ayi,
Abi muskan ki nobat bhi honton tak nhi ayi,
Abi tak koi majbori khyalon tak nhi ayi,
Abi to gard pairon tak hy balon tk nhi ayi,
Kaho to laut jatey hain!
Tumhara sath agar mil jaye
To zamane se ulajhna baat hi kia hai
Agar tum chor do mujh ko,
meri auqat hi kia hai
Mere bare me na socho!
Tum apni baat batlao
Kaho to chalte rehte hain
Kaho to lot jate hain…!
Bohat Juda Hy
Auron Se
Mere Dard Ki Kefiyat,,,,,
Ay Dost
Zakham Ka Koi Nishaan Nahi
Or Takleef Ki koe Inteha Nahi.
Lagta Hai Raqeebon Ki Baaton Main Aa Gaye Ho Tum..!
.
Milna To Bohat Door Ab Guftagoo Bhi Nahin Karty
Ab lot aa meray humsfar meri zindgi ka sawal hay
Lut chuka hoon teri chahat mein ye kaisa mujh pey zawaal hay
Koi to hay jissay mein sochta hoon pal pal.
Kabi wo bhi aa k pochta suna kaisa tera haal hay
kab niklon ga duniya ki nafraton say main
Bichha har tarf
makar-o-faraib ka jaal hay
Sochna ussay koi khata to nahi hay
Jena jiss kay bina ab mera muhaal hay..
Ab loat aa meray humsfar meri zindagi ka sawal hay…!
” Saaqi Ki Nawazish Main Agar Zara Si Bhi Kami Ho
.
” Ghairat Ka Taqaza Hay Meh-Khana Badal Dalo “
Phoolon ki numayesh main agar woh bhi hua to,
Ik baar to gulaabon ko barri aag lage gi..
Umar-e-rafta phir nahin muskaayi bachpan ki tarah,
Maine gurriya bhi khareedi, phool bhi le ker diye..
Meri chahat ka sar-e-aam* to charcha na karo,
Kam to pehle bhi nahin aur to ruswaa na karo,
Kabhi jugnu, kabhi taarey, kabhi nargis keh kar,
Tum meri aankhon ko is tarah chairra na karo,
Bhaamp* jaye na kahin dil ki lagi yeh dunyaa,
Yu’n shafaq ban ke mere chehre pe thehra na karo,
Baat choti si bhi afsaana bana deti hai,
Tum kitaabon pe mere naam ko likha na karo,
Hai ibaadat ki tarah naam tumhara bhi mujhe,
Tum saheefey ki tarah tum mujhe socha na karo,
Dil ko bechain sa karti hain tumhari aankhain,
Raat ko der talak tum mujhe socha na karo,
Saamney sab ke kare kis tarah iqraar Batool,
Yu’n sar-e-bazm* to is se yeh taqaaza na karo..
(sar-e-aam;publicly, bhaamp;to have a clue, sar-e-bazm;in a gathering)
Zindagi ke liye jaan zaruri hai,
Pane kle liye arman zaruri hai,
Hamare paas chohe ho kitna hi gham,
Par aapke chehre par muskan zaruri hai…!
Wo Jo Khud Pairvi-E-Ehd-E-Wafa Karta Tha
Mujhse Milta Tha Tou Talqeen-E-Wafa Karta Tha
Uske Daman Main Koi Phool Nahi Meray Liye
Jo Meri Tangi-e-Damaa.n Ka Gila Karta Tha
Aaj Jo Usko Bulaya Tou Wo Gumsum Hee Raha
Dil Dhadaknay Ki Jo Awaz Suna Karta Tha
Aaj Wo Meri Har Ek Baat Ke Maayni Poochay
Jo Meri Soch Ki Tafseer Likha Karta Tha
Uski Dehleez Par Sadiyon Se Khada Hoon "Mohsin"
Mujhsay Milnay Ko Jo Lamhaat Gina Karta Tha…!!!
Qurbani karna, eid manana, Khoob khushi ke naghmey gana,
Jo gham ke maarey hain becharey un ko lekin bhool na jana..
Tujh se ab aur mohabbat nahin ki ja sakti,
Khud ko itni bhi aziyat nahin di ja sakti,
Jaantey hain ke yaqeen toot raha hai dil par,
Phir bhi ab tarq yeh wehshat ki nahin ja sakti,
Habss ka sheher hai aur is mein kisi bhi surat,
Saans lene ki sahulat nahin di ja sakti,
Roshni ke liye darwaaza khula rakhna hai,
Shab se ab koi ijaazat nahin li ja sakti,
Ishq ne hijar ka azaar to de rakha hai,
Is se barrh kar to reyaayet nahin di ja sakti..
Jis din wo kahe mujh ko gallay apne laga lo,
Wo roz, roz-e-eid ho, wo shab, shab-e-baraat..
Teri deed jis ko naseeb hy wo naseeb qabil-e-deed hai,
Tuje sochna meri chandraat tuje dekhna meri eid hai..
Sahib-e-aqal hain aap ik masla to hall kijiye,
Rukh-e-yaar nahin dekha, kya meri eid ho gayi ?
Wo Jo Khud Pairvi-E-Ehd-E-Wafa Karta Tha
Mujhse Milta Tha Tou Talqeen-E-Wafa Karta Tha
Uske Daman Main Koi Phool Nahi Meray Liye
Jo Meri Tangi-e-Damaa.n Ka Gila Karta Tha
Aaj Jo Usko Bulaya Tou Wo Gumsum Hee Raha
Dil Dhadaknay Ki Jo Awaz Suna Karta Tha
Aaj Wo Meri Har Ek Baat Ke Maayni Poochay
Jo Meri Soch Ki Tafseer Likha Karta Tha
Uski Dehleez Par Sadiyon Se Khada Hoon "Mohsin"
Mujhsay Milnay Ko Jo Lamhaat Gina Karta Tha…!!!
The Best One Till Now..
A relationship works best:
when both person believes they have got better than they deserve…
Small but very effective deadly fact-
When a teacher says get out of
class it simply means.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
U HAVE WON THE ARGUMENT.
Pyar Dariya hai Jiska Sahil Nhi hota
Har Dil Mohbat k Qabil Nhi hota
Rota wo bhi h Jo Duba h Pyar Me
Aur Rota wo B h Jise Pyar hasil Nhi hota
girl:jannu is week roz movie dhekhenge
next week roz shopping karenge
boy:uske next week mandir jayenge
girl:wo kyu?
boy: bheekh mangne..
Bekar Ki ZINDAGI Hum Jia Ni Krte
EXPIRE Hone Wali DOSTI Hm Kiya Ni Krte
Mere SMS apko LIFETIME milte Rhege
QKI, REPLY Ki Chinta Hum Kiya Nai Krte
Ishq Mohabbat To Hazaro Krte H
Gum Aur Judai Se Sabhi Darte H
Hum To Na Ishq Krte Hai, Na Mohabbat
Bas Dosto Ki Ek MUSKAAN K Liye Roz SMS Krte H
Dekha nahi shayed tu ne abhi zamaney ke mizaaj ko,
Yeh wafaa wafaa karne waley aksar bewafa hote hain..
Khushi ki baat hai ya dukh ka manzar dekh sakti hoon,
Teri awaaz ka chehra main chuu kar dekh sakti hoon,
Abhi tere labon pe zikar fasl-e-gul nahin aya,
Magar ik phool khilte apne andar dekh sakti hoon,
Kinaara dhoondne ki chaah tak mujh mein nahin hogi,
Main apne gird aik aesa samandar dekh sakti hoon,
Vasaal-o-hijar apne yaksaa’n* hain, woh manzar hai chahat mein,
Main aankhain band kar ke tujh ko aksar dekh sakti hoon,
Abhi tere siwaa duniyaa bhi hai maujood is dil main,
Main khud ko kiss tarah tere baraabar dekh sakti hoon..
(yaksaa’n;similar)
Jitna pyar hai aapse,
Us se aur jyada pane ko jee chahta hai,
Jaane woh kaun si khoobee hai aap me,
Ki har rishta aap se banane ko jee chahta hai…
Ab Tou Kisi Bhi Baat Pe, Aitbaar Nahi Hota
Hotay Hain Bas Samjhotay Dilon Ke, Koi Pyaar Nahi Hota
Kitna Bhi Samjha Lain Ham, Is Dil-e-Naada.n Ko
Ek Qatrah Kabhi, Koi Saagar Nahi Hota
Dil Mein Lye Hasrat Kisi Ki, Ye Umer Guzar Jaati Hai
Kabhi Taqdeer Pe Kisi Ki Apni, Ikhtiyaar Nahi Hota
Lagtay Hain Jo Pal Suhaanay, Wo Hain Mere Bas Khwaabon Ke
Haqeeqat Mein Kubhi Khushi Ka, Deedaar Nahi Hota
Dhal Jaatay Hain Ye Ashk, Ek Aur Gham Ki Raah Lye
Un Honton Ko Ab Kisi Hansi Ka, Intezaar Nahi Hota
Ik shakhss ko sochti rahi main,
Phir aayina dekhne lagi main,
Us ki tarah apna naam le ker,
Khud ko bhi lagi neyi neyi main,
Tu mere bina reh na saka to,
Kab tere baghair jee saki main,
Aati rahe ab bhi kahin se awaz,
Ab to tere pass agayi main,
Daaman tha tera ke mera maatha,
Jo daagh bhi they mittaa chuki main..
Dr.AlLaMa IQBaL:
Fana na kar apni Zindagi ko Raah E Junoon mein
Ae Jawan
Kab krega IBADAT jab Gunnah krne ki Taqat na hogi.
Silent Msg 2 All
YOUNGSTERs.
“Chal tujhe dikha doon apne Dill ki veeran galliyan..
” Qasid “
“Shayad ke Tujhe Tars A Ja’ay Meri Udas Zindgi Par…!!!
Legend’s Words
“When u Truly Believe that U Deserve Success,
ur Mind Will Automatically Generate Ways to Achieve it…
“Value ur Self.”
“Nature has given you a face.
But
you have to provide the expression.
Be careful !
ur Each Expression will leave an impression in others heart.
GOOD MORNING
In the Name of Allah Almighty.
The true servants of the Most Merciful (Allah tbarkwa tuala)
are those who behave gently and with humility on earth,
and whenever the foolish quarrel with them, they reply with [words of] peace.
(Al-Furqan 25: 63)
Dua jo karoon teri”Zindagi”k liye,
Lamhe lamhe ki har “Khushi”k liye,
Khoob aaye “Bahaar”tere chaman main
Tu khush rahe puri”zindagi”k liye.
Dunia me 4 dafa waqt ruk gaya tha,
1-jab sarkar (SAW) meraj per gae they,
2-jab hazrat Bilal r.a. ne azan nai di thi,
3-jab bibi Fatima r.a k sar se dopatta sirk gea tha our 2 baal nazar aa rahe thy,
4-jab hazrat Ali r.a. ki namaz qaza ho rahi thi.,.! Subhan Allah
-TiTANiC-
1 Boht Hi Bari SHiP Thi,
Magar
Phir Bhi DOOB Gayi,
Lekin Ek SHiP Aesi Hy Jo Kabhi Nahi Doob Sakti
or
Wo SHiP Hai,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
. 0yE
.
.
. Apni
.
,,,FRIEND-SHiP,,,
,,,,YAR,,,,
(.”)/”all “(“.)
/ / well / / .
Is sms ko pory
Is sms ko pory ….. din k baad parhna
-
-
-
-
-
ary phir parhy ja rahy hooo
ary kaha na nahin parhna……………..
acha chalo parh lo may be i ll be the 1st one to say
!~!~ Very Very
*..**Happy Eid MuBaRaK*..**
Naslo’n ka fasila hai mere un ke darmiyaan,
Iss waqt jin buto’n se mohabat huyi mujhe..
Woh kabhi aankh bhi jhapkey to larzz* jata hoon main,
Mujh ko us se bhi zeyada hai zaroorat uss ki..
(larzz;shiver)
Woh jis ke shaaney* pe hath rakh ke safar kiya tu ne manzilon ka,
Teri gali se najane kyon aaj sir jhukaaye guzar geya woh…
(shaaney:shoulder)
Dekha nahi shayed tu ne abhi zamaney ke mizaaj ko,
Yeh wafaa wafaa karne waley aksar bewafa hote hain..
Khushi ki baat hai ya dukh ka manzar dekh sakti hoon,
Teri awaaz ka chehra main chuu kar dekh sakti hoon,
Abhi tere labon pe zikar fasl-e-gul nahin aya,
Magar ik phool khilte apne andar dekh sakti hoon,
Kinaara dhoondne ki chaah tak mujh mein nahin hogi,
Main apne gird aik aesa samandar dekh sakti hoon,
Vasaal-o-hijar apne yaksaa’n* hain, woh manzar hai chahat mein,
Main aankhain band kar ke tujh ko aksar dekh sakti hoon,
Abhi tere siwaa duniyaa bhi hai maujood is dil main,
Main khud ko kiss tarah tere baraabar dekh sakti hoon..
(yaksaa’n;similar)
Bohat ronaq hai bahir, ghar mein udaasi chaayi hai,
Karo koi taaza bahana jaana, Eid phir se aayi hai..
Awaaz main thehraao tha aankhon main nami thi,
Aur keh rahe they maine sab kuch bhulaa diya..
Lo main aankhain band kar leti hoon, ab tum rukhsat ho,
Dil to jaaney kya kehta hai, lekin ka kehna kyaa!
Woh khush-kalaam* hai aesa ke us ke pass humain,
Taveel rehna bhi lagta hai mukhtasir rehna..
(khush-kalaam;well mannered, one who talks nicely)
Ab Tou Kisi Bhi Baat Pe, Aitbaar Nahi Hota
Hotay Hain Bas Samjhotay Dilon Ke, Koi Pyaar Nahi Hota
Kitna Bhi Samjha Lain Ham, Is Dil-e-Naada.n Ko
Ek Qatrah Kabhi, Koi Saagar Nahi Hota
Dil Mein Lye Hasrat Kisi Ki, Ye Umer Guzar Jaati Hai
Kabhi Taqdeer Pe Kisi Ki Apni, Ikhtiyaar Nahi Hota
Lagtay Hain Jo Pal Suhaanay, Wo Hain Mere Bas Khwaabon Ke
Haqeeqat Mein Kubhi Khushi Ka, Deedaar Nahi Hota
Dhal Jaatay Hain Ye Ashk, Ek Aur Gham Ki Raah Lye
Un Honton Ko Ab Kisi Hansi Ka, Intezaar Nahi Hota
Har ek zakhm ka chehra gulaab jesa hai,
Magar yeh jaagta manzar bhi khawb jesa hai,
Yeh talkh talkhh sa lehja, yeh tez tez si baat,
Mizaaj-e-yaar ka aalam sharaab jesa hai,
Bara taveel, neyhayet haseen, bohat mubhim,
Mera sawaal tumhare jawaab jesa hai,
Tu zindagi ke haqaayeq ki teh main yun na utar,
Ke iss nadi ka bahaao chanaab jesa hai,
Teri nazar hi nahin harf ashnaa warnaa,
Har ek chehra yahan kitaab jesa hai,
Chamak uthey to samandar, bujhey to rait ke leher,
Mere khayal ka daryaa saraab jesa hai,
Tere qareeb bhi reh kar na paa sakoon tujh ko,
Tere khayal ka jalwaa hubaab jesa hai..
Aap ka ashiyana dil mein basaya hai,
apki yado ko sine se lagaya hai,
pata nahi yaad apki hi kyo aati hai,
dost to hamne auro ko bhi banaya hai….
Maine chaha tha smaitoon aik bikhrey shakhss ko,
Kitne tukrron mein najane zaat meri batt* gayi..
(batt;divide)
Zara si dair ko manzar suhaaney lagte hain,
Phir us ke baad yehi qaid’khaney* lagte hain,
Main sochta hoon ke tu dar’badar na ho warna,
Tujhe bhulaney mein koi zamaney lagte hain,
Kabhi jo hadh se barrhe teri yaad ka habbas,
Khulli fizaa main tujhe gungunaney lagte hain,
Jo tu nahin hai tujh se kiye huye vaadey,
Hum apne aap se aksar nibhaney lagte hain,
Ajeeb khail hai jalte hain apni aag main hum,
Phir apni raakh bhi khud hi urraney lagte hain,
Yeh aney waley zamaney mere sahi lekin,
Guzishta umar ke saaye daraaney lagte hain..
(qaid’khaney;jails)
Saleem Kausar
Maut mangte he to zindagi khfa ho jati hai
Zaher lete he to wo bhi dawa ho jati hai
Tu hi bata aye dost kya karun.
jisko b chahte he to wo bewafa ho jati hai!
Pathan calls his wife from Sheikhupura
nokar ne phon receve kia
pathan:
Begam Saheba se baat krvao
nokar:
Wo to sahab k sath dinner kr rahi hen,
pathan:
Par sahab to main hu,
nokar:
Ab me kya karu?
Pathan:
Mar de dono ko
AFTER KILLING
nokar:
Lashon ka kya kru?
Pathan:
ghar k pechy jo nadi hai us mei phenk k bhag ja
nokar:
Par ghar ke peechy to koi nadi nahi hai
pathan:
To kya ye 6723306 num nahi hai?
nokar
Nahi
pthan
sorry
WRoNG NuMBEr
Sardar ne masjid se joti chori ki or pkra gya,
Molvi:Enney jutti chuki ae
Edi tind kro,
Sardar:Aa ik jutti wapas le lo,te foji cuting kr deo
4chezain apko preshan or bemar krti hen
1:Zyada Baten krna
2:Zyada sona
3:Zyada khana
4:Zyada logo se mail-jol
4chezein apko khatam krti hen
1:Tension
2:Gham
3:Bhook
4:Late sona
2.AAP (S.A.W.W) ne farmaya:
Jab Azan di jaye to hr kam chor do.
Yahan tak k Quran parhna b,
3.jo shakhs Azan k drmian bat krta hy to maut k wqt usy Kalma naseb na hoga.
Is msg ko 1 shaks ko lazmi bhejna,
Q k achi Bat btana b SADQA hy…
Us ne pocha mere baghair Jee lo gay?
.
Rooh parwaz kr chuki thi wo samjha K hum soch rahy hain….!!
Ma ne pocha mera kafan kesa ho ga
‘FARAZ’
Kamena muskura kr bola
‘Lathy de chadar utty saliety rang mahiya’.:-D;-)
Us akhri class k akhri lecture me,
ks qadr udasi thi,
ks qdr khamoshi thi,
phr nhe milen gy hm,
ye soch kr
hr ik aankh num thi,
wo chehre jo kbi na-ashna sy lgtey thy,
waqt guzrney k saath saath,
ho gae jo paas paas,
Rfta Rfta bn gae,
wo hi umeed wo hi aas,
Jb uth gae hm us kamrey sy,
Ek haseen sapney sy,
Jany kidhar gae sb,
Phr lot k na mil paen shayd,
“?”
Us akhri class k akhri lecture me,
ks qadr udasi thi….
Aankhon se Meri, Meharban !
Fursat main Kisi Ro0z,
Gap’Shap laga k Dekhiye, Dilchasp Log Hain hum.
Close your eyes and imagine my smiley face
my eyes
my nose
my lips
my hairs
ok DONE
Mubarak ho app ne Eid ka chand daikh lia 3 din pehley
Ap sb dua krna
Mulana Mufti
Muneeb Ur
Rehman ki
biwi
k kapre sahe
waqt per tayar
ho jayen
warna
last year ki
tarhan 11:30 bjaye eid ka ailan hoga.
Can I stay here in your inbox and wait till CHAND RAAT
so that I will be 1st to Greet you
and wish you
Happy Eid Mubarak
Chal chaliay masjid de us nukray,
Jitha jutiyan di lambi qatar howy
Ek tu chuk le, ek main chukan,
Saddi EID tai mazadar howy
Kash is Eid Pay Tu Mera Bakra Hota
Aur Kisi Nay Nahi Main Nay Tuje Pakra Hota
Main Rooz Tuje Pathtay Khilata
Thory Thory Nahi Sary Ikhattay Khilata
Tu Mujh Ko ME ME Kar kay Bulata
Aur Sham ko Main Tujhe Gali Gali Ghumata
Mere Pass Bike Nahi Chakra Hota
Kash is Eid Pay Tu Mera Bakra Hota
Raat KO Sardi Main Tu Akra Hota
Mere Muhabbat Main Kuch Isstarah Jakra Hota
Kash is Eid Pay Tu Mera Bakra Hota
Chupke se Chand ki Roshni Choo Jae ap ko!
Dheeray se ye Hawa kuch keh Jae ap ko
Dil se Jo Chahte
Ho Mang lo KHUDA se
Hum Dua Karein Ge
K Wo Mil Jae Aap Ko.
Happy Chand Raat & Eid Mubarak
Ramzan mai Main Ghar Se Is Liye Nahi Niklta…..
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
Log Roza Na Tor De Eid ka Chand Samaj kar:-)
Agar Aap
Chate Ho
K Is Dafa
29 Rozy
Hon
Or Eid
Jaldi Ho
Jaye To
Apne Hath
Uthayen Or
ALLAH Say
Mery Nazar
Anay Ki
Dua Karen
Aey Eid k Chaand!
Q karta hy Tu molviyon ko Pareshan,
Tujhe Dekhne k Liye Be chain Hain
Mufti Muneeb ur Rehman,
Tujhe Daikh Nahi Pate
Pore Pakistan k insan,
Magar na jane kahan se Dhondh Lete Hain
Tujhe peshawar k pathan,
Aey Eid k chaand..!!
, Chaand
,',' * buht
', ', , Mubark ho?
' ,',',',' '
Dua he k
ye 'BarktoN wala MaheeNa
apke lye DheroN kushiyan
laye.
Apne aap se phirtey hain beganey kyon,
Sheher mein aakar log huye deewaney kyon,
Hum ne kab maani thi baat zamaney ki,
Aaj hamari baat zamana maaney kyon,
Woh jungle ke phoolon per kyon marta hai,
Us ko achey lagte hain veeraney kyon,
Sachi baat se ghabraney ki aadat kya,
Jhootey logon se apne yaraaney kyon,
Halwat* mein jo aankh milatey darta ho,
Mailey mein woh shakhss humain pehchaney kyon,
Mohsin jab bhi chott neyi kha leta hoon,
Dil ko yaad atey hain yaar puraney kyon…
(halwat;seclusion)
Sabhi mujh se kehtay hain, ke nichi rakh nigah apni,
Koi un se kyun nahi kehta na niklo yu’n ayaan ho kar !!
Maine chaha tha smaitoon aik bikhrey shakhss ko,
Kitne tukrron mein najane zaat meri batt* gayi..
(batt;divide)
Har ek zakhm ka chehra gulaab jesa hai,
Magar yeh jaagta manzar bhi khawb jesa hai,
Yeh talkh talkhh sa lehja, yeh tez tez si baat,
Mizaaj-e-yaar ka aalam sharaab jesa hai,
Bara taveel, neyhayet haseen, bohat mubhim,
Mera sawaal tumhare jawaab jesa hai,
Tu zindagi ke haqaayeq ki teh main yun na utar,
Ke iss nadi ka bahaao chanaab jesa hai,
Teri nazar hi nahin harf ashnaa warnaa,
Har ek chehra yahan kitaab jesa hai,
Chamak uthey to samandar, bujhey to rait ke leher,
Mere khayal ka daryaa saraab jesa hai,
Tere qareeb bhi reh kar na paa sakoon tujh ko,
Tere khayal ka jalwaa hubaab jesa hai..
Hamaray Bas Mein Agar Apne Faislay Hotay
Tou Hum Kubhi Ke Gharon Ko Palat Gaye Hotay
Qareeb Reh Ke Sulaghnay Se Kitna Behtar Tha
Kisi Muqaam Per Hum Tum Bicharr Gaye Hotay
Kubhi Toryat Ko Ham Muthion Mein Bhar Letay
Kubhi Hawaaon Se Apne Mukaalmay Hotay
Hamaray Naam Pe Koi Charaagh Tou Jalta
Kisi Zabaan Pe Hamaray Bhi Tazkaray Hotay
Ham Apna Koi Alag Raasta Bana Letay
Hamaray Dil Ne Agar Hoslay Kye Hotay
Najane kon si galiyon mein chorr aya hoon,
Chiraag jalte huye, khawb muskuratey huye..
Itne yakin se to hum keh nahi sakte,
Ke hum apko yaad rakh payenge,
Par itna wada jarur kar sakte he,
Zindgi mein aapko kabhi bhul nahi payenge…
Har aik darakhtt hai jharrna meri jaan,
Issey kehte hain ujarrna meri jaan,
Kesa lagta hai sawarney ke liye,
Baaz aukaat bigarrna meri jaan,
Teri aamad ka pata deta hai,
Saans ka aese ukharrna meri jaan,
Roshni apni jagha ghairti hai,
Tum hawaaon se na larrna meri jaan,
Hum nahin hon ge to peyshaani* koi,
Kissi pathar pe ragarrna meri jaan,
Tere milne se khulaa hai mujh per,
Kitna mushkil hai bicharrna meri jaan,
Asmaan khaak huye hain pal main,
Kya zameenon pe akarrna meri jaan..
(peyshaani;forhead)
Saleem Kausar
May the noor of this EID
illuminate your heart, mind, soul
and may all your prays be answered.
Remember me in your prayers.
EID MUBARAK
May this year's Eid give you,
All the happiness and,
Joy of this world and,
Hope that the blessing,
Of the AL-Mighty be with you,
****Eid Mubarak****
A Relationship Is Not Holding Hands
While You Understand Each Other,
It's About Having Lots Of Misunderstandings
and
Still Not Leaving Each Other's Hands…:)
On the canvas of life we often go off color,
but as long as people like you are there
to add the right shades,
life goes on to be a rainbow!
Eid mubarak
Earth can forget rotating,
Bird can forget flying,
Candle can forget melting,
Heart can forget beating
but
I'll never forget to wish You "Happy Eid"
Don?t wait until it?s too late
to tell someone how much you love,
how much you care.
Because when they?re gone,
no matter how loud you shout and cry,
they won?t hear you anymore
Its love when you cant say NO to him,
Love his perfection and flaws want to melt,
can only get mad at him for 5 seconds,
feel like your on a cloud when you hug him,
hate how much you Love him
A Love Story :- True LOVE……. Great LOVE !
.
A young couple was very much in love
'n decided to get married.
Some months before marriage, the bride had an accident
and remained with face completely disfigured.
.
She write to her fiance :-
"I can't marry you, I will stay sharp and ugly forever.
Find another beautiful young woman as you deserve,
because i'm not worthy of you ! "
.
Few days later, she … received this answer from her fiance :-
" Whoever is truly shamfull is me, i thrust in that following to eye disease,
the doctor just told me that i will stay blind forever !
If despite this, you want to accept me, i still want to marry you ! "
.
They get married at that time, the fiance was totally blind.
.
They lived 20 years in LOVE, in joy and understanding.
.
She was his guide and became his eyes and light.
.
LOVE has guided into the tunnel of darkness.
.
One day, she became seriously ill and dying, she regretted living him alone in the darkness.
.
The day she died, he opened his eyes to the astonishment of all… !!
.
" I was not blind, he said…
I pretended that i was blind, for distressed her in the thought that
i will see her face disfigured. Now my LOVE based on her ! "
.
MORAL :- TRUE LOVE SEES BEYOND PHYSICAL BEAUTY,
BECAUSE TRUE LOVE IS SEEN WITH THE HEART ♥ ♥ ~
A Beggar Found Rs. 100/-
.
..
…
He Went To A 5 Star Hotel For Dinner…
.
..
…
Bill Rs. 3000/-
.
..
…
He was unable to pay!!!
.
Manager Handed Him To Police!!!
.
He Gave Rs. 100/- To Policeman & Free!!!
.
Its Called FINANCIAL MANAGEMENT Without MBA..!!!
GF : What is Love.?
people talk so much about love
but i don't really know what it is?
BF : when i get angry on you you try
to persuade me that feeling is love
when i don't talk to you get worried
about me that is called love..
Mujhe yaqeen hai mohabbat issi ko kehte hain,
Ke zakham taaza rahe aur nishaan chala jaye..
Marne ke baad bhi meri aankhain khuli rahin,
Aadat jo parr gayi thi tere intizaar ki..
Jee chahta hai un se pyari si baat ho,
Haseen chand taray hon, lambi si raat ho,
Phir raat bhar yehi guftagu rakhen hum dono,
Tum meri zindagi ho, tum meri kainat ho…
Yeh mujhe ijtmaayi khudkushi ka morr lagta hai,
Ke log ab ghar nahin rakhte magar hathyaar rakhe hain..
Main shab-o-roz ka haasil usey lautaa doon ga,
Waqt agar mere khiloney wapiss kar de..
Har aik darakhtt hai jharrna meri jaan,
Issey kehte hain ujarrna meri jaan,
Kesa lagta hai sawarney ke liye,
Baaz aukaat bigarrna meri jaan,
Teri aamad ka pata deta hai,
Saans ka aese ukharrna meri jaan,
Roshni apni jagha ghairti hai,
Tum hawaaon se na larrna meri jaan,
Hum nahin hon ge to peyshaani* koi,
Kissi pathar pe ragarrna meri jaan,
Tere milne se khulaa hai mujh per,
Kitna mushkil hai bicharrna meri jaan,
Asmaan khaak huye hain pal main,
Kya zameenon pe akarrna meri jaan..
(peyshaani;forhead)
Saleem Kausar
Talaaq de to rahe ho ataab-o-qehar ke sath,
Ke mera shabaab bhi lauta do mere mehar ke sath..
Yun to woh har kisi se milti hai,
Hum se apni khushi se milti hai,
Saijj mehki badan se sharmaa kar,
Yeh adaa bhi ussi se milti hai,
Woh abhi phool se nahin milti,
Phool ki kalli se milti hai,
Din ko yeh rakh rakhao wali shakal,
Shab ko deewangi se milti hai,
Aaj kal aap ki khabar hum ko,
Ghair ki dosti se milti hai,
Aagey aagey janoon bhi hoga,
Shair main lau abhi se milti hai..
Mustufa Zaidi
Kayi kaam rah gaye hein teri yaad ki waja se,
Tere sath bhi khasaara tere baad bhi khasaara..
(khasaara;loss)
Hum nagri nagri* jate hain aur ghar ghar geet gaatey hain,
Hum galiyon galiyon, aangan aangan pyar ke deep jalate hain,
Hum khushbu ke saudaagar* hain aur sauda* sacha karte hain,
Jo gaahak phoolon jesa ho hum bin’daamon* bik jate hain,
Hum sheher-e-wafa ke logon ka tum haal bhla kya jano ge,
Hum dil ko chot chupatey hain aur aansu pee jatey hain,
Jo log sharafat waley hain, woh qadrey buzdil* hite hain,
Dushman se nahin dartey woh magar, kam’zarfon* se ghabratey hain,
Hum sachey hain, yeh kese kahen, sach sab ke bass ki bat nahin,
Jo sachhi baatain karte hain, woh peghambar* kehlaatey hain,
Iqbaal to adnaa’a hadim hai, arbaab ilm-o-danish ka,
Yeh aap ka husn-e-samaat* hai jo is pe karam farmaatey hain..
(nagri;town, saudaagar;one who deals, sauda;deal, bin’daamon;without price, buzdil;one who is always scared, kam’zarfon;uncredible, peghambar;prophit, samaat;hearing)
Iqbal Azeem
^^
' '
('.')
""')~
_ _ _
!! !!
Ye lo Bakra
Eid tk isy khilana pilana roz sham k
Sair krwna or Eid pe wapas kr daina
Maine Qurbani b karni hy………..
Cow ka sample!
_ (.”.) _
‘-’/. .’-’
/_ _ _…._
(` o o `)—` ‘.
jgs /”—”`
| / ;|
| | ||
/
`;-’| |-.-’-, |)
( | ( | `-uu ( |
|| || || ||
/_( /_( /_(/_(
Jis ne Qurbani mein hissa lena hai wo sirf 100 ka
balance bhej kar booking karwa le!
May this…
Eid bring Fun, Eid bring Happiness,
Eid bring God Endless Blessings,
Eid bring fresh love…
EID MUBARAK to You with all best wishes
Talaaq de to rahe ho ataab-o-qehar ke sath,
Ke mera shabaab bhi lauta do mere mehar ke sath..
Sabab roney ka woh poochain to itna kehna Qasid,
Mujhe hansna nahin ata jahan par tum nahin hote..
Kayi kaam rah gaye hein teri yaad ki waja se,
Tere sath bhi khasaara tere baad bhi khasaara..
(khasaara;loss)
Yun to woh har kisi se milti hai,
Hum se apni khushi se milti hai,
Saijj mehki badan se sharmaa kar,
Yeh adaa bhi ussi se milti hai,
Woh abhi phool se nahin milti,
Phool ki kalli se milti hai,
Din ko yeh rakh rakhao wali shakal,
Shab ko deewangi se milti hai,
Aaj kal aap ki khabar hum ko,
Ghair ki dosti se milti hai,
Aagey aagey janoon bhi hoga,
Shair main lau abhi se milti hai..
Mustufa Zaidi
Laaon kahan se dhoond kar main apna hamnawaa*,
Khud apne har khayaal se takraa chuka hoon main..
(hamnawaa;person with similarities)
Safar Per Sath Chali Thi Jo Rehbaron Ki Tarah
Juda Huwi Wo Bhi Aakhir Musafiron Ki Tarah
Main Sochta Hun Wo Kaise Bichar Gayi Mujhse ?
Jo Dhoop Me Milti Thi Mujhe Baadalon Ki Tarah
Ajeeb Larki Thi Hawaaon Se Dushmani Le Kar
Woh Rait Per Likhti Thi Mera Naam Paaglon Ki Tarah
Wo Chahaton Ki Mukammal Kitaab Thi Yaaro
Mujhe Fasana Sunati Thi Shaairon Ki Tarah
Cheena hai zamaney ne mera zeyada bhi, kam bhi,
Cheena tha tujhe, cheen liya hai tera gham bhi..
When we need Somebody
we have Nobody……….
When we need Nobody
we have somebody……..
Bitter but very true….
Jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar
koi bhi aaina acha nahin lagta
teri mohabbat mein aise hue hai deewane
tumhe koi aur dekhe toh acha nahin lagta…
Beniyaaz-E-Gham-E-Paimaan-E-Wafa Ho Jana,
Tum Bhi Auron Ki Tarah Mujhse Juda Ho Jana,
Main Bhi Palkon Pe Saja Lunga Lahoo Ki Boondein,
Tum Bhi Paabasta-E-Zanjeer-E-Heena Ho Jana,
Khalq Ki Sang-Zani Meri Khaton Ka Sila,
Tum Tou Masoom Ho, Tum Door Zara Ho Jana,
Ab Mere Waaste Tariyaq Hai Ilhaad Ka Zeher,
Tum Kisi Aur Pujaari Ke Khuda Ho Jana
Mera rishta jo teri rooh or teri zaat se hai,
Ye na sumjho ye janoon hijer k jazbaat se hai,
Main tau rehta hon mukhhatib her jagah tujh se,
Lagta hay mera naata khud apnay aap se hai,
Be’sabab tum uthha lee hain dermiyan deewarain,
Koch tau milay khaber tou khhafa kis baat se hai,
Main juda ho ke zindagi ko basar kaisay karoon,
Meri her saans jurdi teri her saans se hai,
Haan muyassar hay meray aangan main mujhay tanhye,
Ore teri yaad jo khhoey hooway lumhaat se hai,
Yun tau guzeri hay qayamat mujhay chho ker her dum,
Zindagi shayed meri teray kamalaat se hai,
Janay kyun dil ye tarapta hay teray ziker per akser ,
Koi benaam sa rishta teray halaat se hai,
Jo juda ho ke teri rooh main shaamil hay shaukat,
Ye ehsaas tujhay ishq ke karamaat se hai..
Shaukat Ali Khan
Bakra to ALL’”
—————-
——————————-_(_/)-
—————————–,(–(^`
—————————-(—-(6--
————————,(—–/”._–,`,
———\-,…——-,(—–/ `–’*-*
———;’—-`”‘”"——–(
———/———————
——–|———————-|
——–|——–.——-’—–|
——–—–_-’——`t—,.’)
——–|—y;—,-”"‘-.—/–
——–/-./–)-/———`–
——-|./—(-(———–/-/’
——-||—–\———-//’|
——-||——\——-_//’||
——-||——-))—–|_/–||
——-_—–|_/———-||
——-`’”——————_
—————————-`’”-.
EID MUBARAK TO ALL FANS AND FRIENDS
Ache Friends Duniya K Hr Kony Mai Mil Jate Hain,,
Mgr
Masla Ye Hy,
K
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Duniya Gool hy kona nhn milta.;)
Zindagi naam hai khawab ka
Hum to ise hakikat samajh baithe
Wo karte rahe humse dillagi
Or hum ise mohabbat samajh baithe
Mazaaq ki b ek Had hoti hai,
YAAR
.
.
.
.
.
.
.
.
I was on a Date wid ma gf or dost us k samney akar bola…
kal wali Zyada achi thi
Mera ek ek lamha churaya hai aapne
Meri nigahon mein khud ko basaya hai aapne
Zindagi to di hume kisi or ne hai lakin
Itne pyar se jeena sikhaya hai aapne
Ek sardar ki chatri me hole
tha,
kisine pucha,umbrella me hole
kyu?
Sardar bola,Oye barish ruk
jayegi to pata kaise chalega.
Jaa Bicher Ja, Magar Khayal Rahe,
Yu’n Na Ho, Umer Bhar Malaal* Rahe..
(malaal;guiltiness)
Log tanhaai se dar ke janglon main aa gaye,
Sheher ki galiyon mein ab ke aesa sanaatta hua..
Na Gharzz Kissi Se, Na Vaasta,
Mujhay Kaam Apnay hi Kaam Se,
Tere Zikr Se, Teri Fikr Se,
Teri Yaad Se, Tere Naam Se..
Ab shiddat-e-gham main massnuyi* araam sahara deta hai,
Ya dost tasalli dete hain, ya jaam sahara deta hai,
Aye dost mohabbat ke sadmey tanha hi uthaaney parte hain,
Rehbar to is rastey mein do’gaaam sahara dete hain,
Woh naam hain sirf is dunya mein ik saaqi* ka ik yazdaan ka,
Ik naam pareshaan karta hai ik naam sahara deta hai,
Tufaan ki chatoon* to dekho, saahil ki koi umeed bhi hai,
Malaah* ki surat to dekho, nakaam sahara deta hai,
Hum ko bhi Adam kuch qayel kar kya lutf is bad’masti main,
Kyaa aag sakoon pohanchati hai, kya jaam sahara deta hai..
(massnyuyi;artificial)(saaqi;bartender)(chatoon;peak)(malaah;boat driver)
Abdul Hameed Adam
Uss Shoki-e-Guftaar Pe Aata Hay Bohat Piyar,
Jab Pyar Say Kehti Hai Wo, Shaitaan Kahee’n Ka..!
Ab shiddat-e-gham main massnuyi* araam sahara deta hai,
Ya dost tasalli dete hain, ya jaam sahara deta hai,
Aye dost mohabbat ke sadmey tanha hi uthaaney parte hain,
Rehbar to is rastey mein do’gaaam sahara dete hain,
Woh naam hain sirf is dunya mein ik saaqi* ka ik yazdaan ka,
Ik naam pareshaan karta hai ik naam sahara deta hai,
Tufaan ki chatoon* to dekho, saahil ki koi umeed bhi hai,
Malaah* ki surat to dekho, nakaam sahara deta hai,
Hum ko bhi Adam kuch qayel kar kya lutf is bad’masti main,
Kyaa aag sakoon pohanchati hai, kya jaam sahara deta hai..
(massnyuyi;artificial)(saaqi;bartender)(chatoon;peak)(malaah;boat driver)
Abdul Hameed Adam
Guzraa hai mohabbat main kuch aesa bhi zamana,
Rootha hoon agar main to manaya hai kisi ne..
Jaa Bicher Ja, Magar Khayal Rahe,
Yu’n Na Ho, Umer Bhar Malaal* Rahe..
(malaal;guiltiness)
Na Gharzz Kissi Se, Na Vaasta,
Mujhay Kaam Apnay hi Kaam Se,
Tere Zikr Se, Teri Fikr Se,
Teri Yaad Se, Tere Naam Se..
Guzraa hai mohabbat main kuch aesa bhi zamana,
Rootha hoon agar main to manaya hai kisi ne..
Na Gharzz Kissi Se, Na Vaasta,
Mujhay Kaam Apnay hi Kaam Se,
Tere Zikr Se, Teri Fikr Se,
Teri Yaad Se, Tere Naam Se..
Log tanhaai se dar ke janglon main aa gaye,
Sheher ki galiyon mein ab ke aesa sanaatta hua..
Jaa Bicher Ja, Magar Khayal Rahe,
Yu’n Na Ho, Umer Bhar Malaal* Rahe..
(malaal;guiltiness)
Uss Shoki-e-Guftaar Pe Aata Hay Bohat Piyar,
Jab Pyar Say Kehti Hai Wo, Shaitaan Kahee’n Ka..!
Guzraa hai mohabbat main kuch aesa bhi zamana,
Rootha hoon agar main to manaya hai kisi ne..
Ab shiddat-e-gham main massnuyi* araam sahara deta hai,
Ya dost tasalli dete hain, ya jaam sahara deta hai,
Aye dost mohabbat ke sadmey tanha hi uthaaney parte hain,
Rehbar to is rastey mein do’gaaam sahara dete hain,
Woh naam hain sirf is dunya mein ik saaqi* ka ik yazdaan ka,
Ik naam pareshaan karta hai ik naam sahara deta hai,
Tufaan ki chatoon* to dekho, saahil ki koi umeed bhi hai,
Malaah* ki surat to dekho, nakaam sahara deta hai,
Hum ko bhi Adam kuch qayel kar kya lutf is bad’masti main,
Kyaa aag sakoon pohanchati hai, kya jaam sahara deta hai..
(massnyuyi;artificial)(saaqi;bartender)(chatoon;peak)(malaah;boat driver)
Abdul Hameed Adam