Pages

Monday, 29 October 2012

Ab lot aa meray humsfar

Ab lot aa meray humsfar meri zindgi ka sawal hay

Lut chuka hoon teri chahat mein ye kaisa mujh pey zawaal hay

Koi to hay jissay mein sochta hoon pal pal.

Kabi wo bhi aa k pochta suna kaisa tera haal hay

kab niklon ga duniya ki nafraton say main

Bichha har tarf
makar-o-faraib ka jaal hay

Sochna ussay koi khata to nahi hay

Jena jiss kay bina ab mera muhaal hay..

Ab loat aa meray humsfar meri zindagi ka sawal hay…!



Join for More

0 comments:

Post a Comment